Masail

Agar Kisi Ko Raat Mein Ehtelam Hua Aur Woh Subah Mein Sirf Nahaya Ghusl Nahi Kiya Uske Zehen Mein Nahi Raha.

Toh Kiya Ab Woh Pure Deen Ki Namaz Padh Sakta Hai Ya Nahi? Jawab: Agar Pure Badan Par Us Ne Pani Baha Liya Aur Acchi Tarah Kulli Karli Aur Naak Me Baanse Tak Pani Charha Liya To Ghusl Ho Gaya. Aur Agar Is Me Koi Kami Rahi To Ghusl Na Hua. Aur Is Halat Me Jo Namaze Ada Ki Gayi Unhe Dohraayein. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button