Masail
Hazrat Namazo Me Jo Mukabbireen Hote Hain Wo Agar Dhadi Kataate Ho. To Kya Unki Takbeer Par Namaz Ho Jayegi?
Jawab: Namaz Ho Jayegi. Magar Mukabbireen Baa Shara? Rakhe Jaayein Taake Awaam Shabah Ka Shikar Na Ho. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—