Masail
Quran Sharif Ki Tilawat Agar Dil Hi Dil Me Padhe To Kya Ye Durust Hai?
Is Tarah Quran Sharif Padhne Ka Sawab Milega? ANSWER Tilawat Mein Kam Az Kam Itni Awaaz Honi Chahiye Ke Agar Bahra Naho To Khud Sunle. Agar Itni Awaaz Bhi Na Hui To Woh Tilawat Nahin Aur Nahi Tilawat Ka Sawab Milega. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—