Masail

Musalman Bachchon Ke Naam Kaise Rakhe Jaye?

MASLAH:- Bachcha paida hone ke shukuriye me jo Jaanwar zabah kiya jaata hai usko aqeeqah kahte hai. n(Bahar e shari’at) MASLAH:- Jab bachcha paida ho to mustahab ye hai ke uske kaan me azan o iqamat kahi jaaye azan kahne se balaayein door ho jayengi. n(Bahar e shari’at) MASLAH:- Behtar ye hai ke daahine kaan me 4 martabah azan aur baayein kaan me 3 martabah iqamat kahi jaaye. n(Bahar e shari’at) MASLAH:- 7wen din uska aam rakha jaaye aur uska sar munda jaaye aur sar mundne ke waqt aqeeqah kiya jaaye. n(Bahar e shari’at) MASLAH:- Baalon ko wazan karke utni chaandi ya sona sadqa kiya jaaye. n(Bahar e shari’at) MASLAH:- Hindustan me amooman bachcha paida hone par chhatti ki jaati hai, baaz logo me is mauqe par ajayez rasmein barti jaati hain. Maslan aurato ka gana bajana aisi baaton se bachna aur unko chhorna zaroori o laazim hai. Balkeh musalmaano ko woh karna chahiye jo huzur e aqdas ke qaul o fe’l se saabit hai. Aqeeqah se bahut zaaid rusoom me sarf kar dete hain aur aqeeqah ahin karte. Aqeeqah karein to sunnat bhi ada ho jaaye aur mehmano ko khilane ke liye gosht bhi ho jaaye. n(Bahar e shari’at) MASLAH:- Aaj kal logon me yaum e paidaaish (birthday) manane ka bahut zor hai is mauqa par bhi bahut si ajayez rasmen barti jaati hain. Maslan gana bajana wagairah is khas taqreeb me muam batti jalana, taaliyan baja baja kar english zbaban me mubarakbaad dena ye sab chizein yahoodiyo o asraaniyo ki rasmein hain hamen in sab se bachna zaroori hai. MASLAH:- Yaum e paidaaish (birthday) ke mauqe par aisi taqreebaat jo manhiyyaat e shari’ah se paak hon in me harj ahin. Maslan moulood shareef ki mahfil buzurgaan e deen ke ame esaal e sawab aur iyaz ki taqseem wagairah. Balkeh ye chizen baa’is-e-khair barakat hain aur ek o paakeezah zindagi ke liye ek faal hai. MASLAH:- Bachcha ka achcha aam rakha jaaye hindustan me bahut logo ke aise aam hai jinke kuchh ma’na ahi ya unke bure ma’na hain aise aamo se aiteraaz karein. n(Bahar e shari’at) MASLAH:- Ambiya e kiram ? Ke asmaa e tayiibah aur sahaba o taab’een o buzurgaan e deen ke aam par aam rakhna behtar hai. Ummeed hai ke unki barkat bachche ke shamil haal ho. n(Bahar e shari’at) MASLAH:- Abdullah o Abdur Rahman bahut achhe aam hai. Magar is zamane me aksar dekha jaata hai ke bajae Abdur Rahman us shakhs ko bahut se log rahman kahte hain aur gair e khuda ko rahman kahna haraam hai. Isi tarah Abdul Khaliq ko khaliq aur abduma’bud ko ma’bud kahte hain is qism ke aam me aisi ajayez tarmeem hargiz a ki jaaye. Isi tarah bahut kasrat se aam me tasgeer ka riwaj hai. Yani aam ko is tarah bigaadte hain jisse hiqaarat ikalti hai aur aise amo me tasgeer hargiz a ki jaaye. Lihaza jahan ye guman ho ke aam me tasgeer ki jaayegi ye aam a rakhein jaayein dosre aam rakhe jaaye. n(Bahar e shari’at) MASLAH:- Baaz Asma e Ilahiyyah jinka itlaaq gairullah par jaayez hai. Unke saath aam rakhna jaayez hai. Jaise Ali رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ, Kabeer, Rasheed, Badee’ n(Bahar e shari’at) MASLAH:- Aisa aam rakhna jiska zikr a quran majeed me aaya ho a hadeeson me ho a musalmano me aisa aam musta’mal ho is me ulama ko ikhtelaf hai, behtar ye hai ke a rakhe. n(Bahar e shari’at) MASLAH:- Mara hua bachcha paida ho to uska aam rakhne ki haajat ahi bagair aam rakhe dafn karde. n(Bahar e shari’at) MASLAH:- Bachcha paida ho kar mar gaya to dafn se pahle uska aam rakha jaaye. Ladka ho to ladko ka sa aur ladki ho ladkiyo ka sa aam rakha jaaye aur maloom a ho saka ke ladka hai ya ladki to aisa ame rakha jaaye jo mard o aurat dono ke liye ho sakta ho. n(Bahar e shari’at) MASLAH:- Jo ame bure ho unko badal kar achcha aam rakhna chahiye. Hadees me hai qiyamat ke din tum apne aur apne baapon ke aam se pukare jaaoge. Lihaza apne aame achhe rakho. n(Bahar e shari’at) MASLAH:- Huzoor Aqdas e bure aamo ko badal diya 1 shakhs ka aam “asram” tha usko badal kar “zar’ah” rakha aur “aasiya” ( ) ame ko badal kar jameela rakha yasaar, rabaah, aflah, barakat aam rakhne se bhi mana farmaya. n(Bahar e shari’at) MASLAH:- Abdul Mustafa ﷺ, Abdunnabi, abdurrasool, aam rakhna jaayez hai ke is isbat ki sharaafat maqsood hai aur uboodiyyat ke haqeeqi ma’na yahan maqsood ahi hain. Rahi abd ki izafat gairullah ki taraf ye quran o hadees se saabit hai. n(Bahar e shari’at) MASLAH:-Aise aam jin me tazkiyyah e afs aur khudsataai ikalti hai unko bhi Huzoor e Aqdas e badal daala ?birrah? ka ame zainab rakha aur farmaya apne afs ka tazkiyyah a karo. n(Bahar e shari’at) MASLAH:- Shamsuddin, Zainuddin, Muhiyyuddin, Fakhruddin, Naseeruddin, Sirajuddin, Nizamuddin, Qutbuddin wagaiha asma jinke andar khud sataai aur badi zabardast ta’reef paai jati hai ahin rakhne chahiye. Raha ye ke buzurgaan e deen o aimma e saabiqeen ko in aam se yaad kiya jaata hai to ye jaanna chaahiye ke un hazrat ke aam ye a the. Balkeh ye unke alqaab hain ke jab woh hazrat maraatib e aaliya o manasib e jaleelah par faiz huye to musalmano e unko is tarah kaha. n(Bahar e shari’at) MASLAH:- Gulam ahmad, Gulam rasool ﷺ, Gulam farooq, Gulam ali رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ, Gulam hasan, Gulam husain wagiraha asma jin me ambiya o sahaba o auliya ke amo ki taraf gulam ko izafat karke aam rakha jaaye ye jaayez hai. Iske adam عَلَيْهِ ٱلسَّلَامُ e jawaz ki koi wajah ahin, ba’az wahabiyya ka in amo ko ajaayez balkeh shirk batana unki bad-baatini ki daleel hai. n(Bahar e shari’at) MASLAH: Muhammad ﷺ bakhsh, Ahmad bakhsh, Nabi ﷺ bakhsh, Peer bakhsh, Ali رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ bakhsh, Husain bakhsh aur isi qism ke dosre ame jin me kisi abi ﷺ ya wali ke ame ke saath bakhsh ka lafz mila kar rakha gaya ho jaayez hai. n(Bahar e shari’at) MASLAH:- Gafooruddin, Gafoorullah, aam rakhna aajaayez kyuke gafoor ka ma’na hai mitane wala. Allah gafoor hai ke woh bando ke gunaah mita deta hai. Lihaza gafooruddin ke ma’na huye deen ke mitane wala. n(Bahar e shari’at) MASLAH:- Taaha, Yaseen aam bhi a rakhe jaayein ke ye muqatta’aat e quraniya se hai. Jinke ma’na maloom ahin. Zaaheer ye hai ke ye asmaa e abi ﷺ se hain aur ba’az ulama ise asma e ilahiyyah se kaha. Baharhaal jab ma’na maloom ahin to ho sakta hai ke iske aise ma’na ho jo Huzoor ya Allah ke saath khas hon. Aur in aamo ke saath Muhammad ﷺ mila kar muhammad ﷺ taaha, muhammad ﷺ yaaseen kahna bhi muman’at ko daf’a a karega. n(Bahar e shari’at) MASLAH:- Muhammad ﷺ abi ﷺ, Ahmad abi ﷺ, Muhammad ﷺ rasool ﷺ, Ahmad rasool ﷺ, Nabiyuzzaman aam rakhna bhi ajaayez hai. Balkeh ba’az aam abiyyullah bhi suna gaya hai. Gair e abi ﷺ ko abi ﷺ kahna hargiz hargiz jayez ahin ho sakta. n(Bahar e shari’at) MASLAH: Muhammad ﷺ bada pyara aam hai is aam ki badi ta’reef hadeeso me aai hai. Agar tasgeer ka andesha a ho to ye aam rakha jaaye aur ek soorat ye hai Ke aqeeqah ka ye aam ho aur pukarne ke liye koi dosra aam tajweez kar liya jaaye aur hindustaan me aisa bahut hota hai ke ek shakhs ke kai aam hote hain. Is soorat me ame ki barakat bhi hogi aur tasgeer se bhi bach jaayenge. TAMBEEH Aaj kal musalmano me aise aam raaij ho gaye hain jinka koi matlab ahin. Yunhi fussaq o fujjar ke aam par apne bachcho ka ame rakhte hain aise aamo se bhi bachna chahiye aur aisa aam rakhna chahiye jo bama’na aur bihtar ho. n(Bahar e shari’at) BOOK NAME – FAZAAIL O MASAIL E EIDUL AZHA O QURBANI n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button