Masail
Jumma Ke Khutba Ka Waqt Tha, Ek Buzurg Kursi (Chair) Par Sogaye.
Khutba Ke Waqt Ankh Khuli, To Wazu Karne Ka Hukm Hoga, Ya Namaz Hojayegi? Jawab: Agar Be Khabar So Gaye The, To Phir Se Wazu Karein. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—