Masail
Agar 3 Ya 4 Rakat wali Namaz Me Pehle Qaide Me Ek Salaam Ferte Hi Yaad Aajaye Ke 3ri Rakat Me Khada Hona Hai. To Kya Kiya Jaaye?
Jawab: Yaad Aate Hi Fauran Khada Ho Jaaye Aur Aakhir Mein Sajda E Sahw Kare. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—