Masail
Yeh Muwakkil Kaunsi Qaum Hai?
Aur Kya Yeh Kisi Insan Ke Baare Me Sab Kuch Bata Dete Hai? Jawab: Wazaaif Wagairah Ke Wird Par Koi Jinnaat Taab?e Hota Hai Use Muwakkil Kaha Jaata Hai. Kisi Insaan Ke Baare Mein Jinnaat Sab Kuchh Nahin Jaante. Agar Us Insaan Ke Baare Mein Kuchh Batata Hai. To Us Insaan Ke Shaitaan Se Poochh Kar Ye Muwakkil Kuchh Batata Hai. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—