Wazifa
Unke Dil Me ALLAH Aur RASOOL ALLAH Ke Bare Me Aise Aise Khayalat Aate Hai.
Jo Agar Woh Zuban Se Bayan Kar De Ya Kalam Se Likh De Toh Kafir Jahannami Lanati Ban Jaye. Ab Un Khayalat Pe Islam Pe Kya Hukm Hai? Aur Koi Aisa Wazifa Hai Jis Se Dil Aur Roh Paak Ho Sake. ANSWER Agar Bure Khayal Ko Bura Jaanta Hai To Uspe Kuchh Hukm Nahin. Waswase Ke Liye Ki Kasrat Karein. n
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi