Masail
Agar Kisi Shakhs Ke Badan Ya Face Ke Kisi Hisse Me Zakham Ho Jaye Aur Usme Pani Padne Ko Mana Ho
To Usse Ghusl Kaise Karna Chahiye ? Jawab: Agar Waq?ee Zakhm Wale Hisse Pe Paani Lagna Nuqsaan Deh Hai. To Utni Jagah Ka Masah Karein. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—