Masail

Shohar Ne Apni Biwi Ko Mehar Ki Raqam Di Aur Uske Kuch Din Baad Shohar Ko Paiso Ki Zaroorat Pesh Aayi.

To Kya Biwi Apne Shohar Ki Madad Un Mehar Ke Paiso Se Kar Sakti Hai Aur Uske Baad Kya Phir Dobara Shohar Ko Mehar Dena Hoga Apni Biwi Ko. Maherbaani Karke Jawab Dijiye Aur Behter Kya Gunjaaish Hai Isme Aur Kahan Tak. ANSWER Biwi Apne Shauhar Ko Mahar Ki Raqam Se Madad Kar Sakti Hai Is Mein Kuchh Harj Nahin. Shauhar Ko Dobarah Mahar Ada Karna Nahin Padega. Haan Agar Biwi Ne Mahar Ki Raqam Shauhar Ko Bataur E Qarz Di Hai To Shauhar Woh Raqam Biwi Ko Lautaaye. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button