Masail
Shab E Barat Me Maghrib Ki Namaz Ke Baad Padhi Jane Wali 6 Rakat Namaz.
Jamat Se Padhna Kaisa Hai. Ek Sunni Masjid Me Mana Kiya Gaya To Nahi Mann Rahe Hai. Jawab: Taraweeh O Kusoof Ke Ilawa Kisi Nafl Namaz Ki Jamaat Tadaa?i Ke Sath Mana Hai. Sab Log Alag Alag Parhein. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—