Masail
Agar Namaz Me Attahiyat Ke Baad Durood e Ibrahim Aadha Padhe
Uske Baad Yaad Aajaye Ki 3 Ri Rakat Mein Uthna Tha. To Kya Kare. Kya Sajda E Sahu Karna Padhega? Jawab: Agar Wo Nafl Namaz Parh Raha Hai, To Us Par Sajda E Sahu Nahi. Aur Agar Farz, Ya Wajib, Ya Sunnat E Muakkidah Hai. To Us Par Sajda E Sahu Wajib Hoga. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—