Masail
Har Namaz Me Hum Last Me Sajda E Sahw Kar Le Kuch Bhule Ya Na Bhule. Aisa Karna Kaisa Hai?
Jawab: Khwa-Ma-Khwa Sajda E Sahw Na Kiya Jaaye. Jab Namaz Ka Koi Wajib Sahwan Tark Hoto Sajda E Sahw Kiya Jaaye. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—