Masail
Teen Witr Ki Namaz Me Teesri Rakat Me Sana Surah Nahi Padhe, Na Koi Bhi Nafil, Ya Farz Me. Sirf Pehli Me Hi Sana Padhi Jati Hai Na?
Jawab: Ji Haan Farz, Wajib Aur Sunan-E-Muakkada Ki Pehli Rekaat Ke Shuru Me Hi Sana Parhi Jaaye. Jab Ke Gair Muakkadah Wa Deegar Nawafil Pehli Aur Teesri Rekaat Me Sana Parhna Afzal Hai. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—