Masail
Koi Shakhs Jo Zakat Lene Ke Layak Ho. Lekin Sharminda Ho Aise Sakhs Ko Zakat Ka Paisa Dete Waqt Batna Zaruri Hai Ke Zakat Ka Paisa Hai?
ANSWER Batana Zaroori Nahin. Dil Mein Iradah Kaafi Hai. Zakat Ki Raqam Hadiya, Tohfah, Gift, Wagairah Bol Kar Bhi De Sakte Hain. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—