Masail
Mera Paas Ek Quran Hai Par Wo Phata Hai To Main Uska Kya Karo.
Maine Ek Moazzin Se Pucha To Unhone Kaha Dariya Me Daal Do. Aap Bataye Kya Karu? ANSWER Agar Padhne Ke Qaabil Nahin Hai To Use Qabristaan Mein Is Tarah Dafn Kar De Ke Us Pe Mitti Na Pade. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—