Masail
Namaz Me Qayam Ke Dauran Pure Jism Ka Khabi Dahine Pair Kabhi Baye Pair Pe Wazan Dena Kya Sunnat Tarika Hai?
Jawab: Huzoor Sadrushshariah Badruttariqah Irshad Farmate Hain. Dahine Baayein Jhoomna Makrooh Hai. Aur Tarawoh Yani Kabhi Ek Paawon (Pair) Par Zor Diya Kabhi Kabhi Dosre Par Ye Sunnat Hai. n(Bahar E Shari?at Hissa 3 Safah 173 Makroohaat Ka Bayan) n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—