Masail
WITR KI NAMAZ ME AGAR DUA E QUNOOT YAAD NAHI HAI TO KYA SUREH IKHLAS PADHA JA SAKTA HAI?
Jawab: Agar Dua E Qunoot Yaad Nahi. To Dua E Qunoot Jald Az Jald Yaad Karne Ki Koshish Kare Aur Jab Tak Yaad Na Ho Us Ki Jagah Kalima E Tamjeed (Teesra Kalma) Padh Sakta Hai. Agar Ye Bhi Yaad Na Ho To ?Allahummag Fir Li? Padh Le. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—