Masail
Sunnat E Ghair Muakkadah Do Rakat Ke Baad Jaise Baithe Hai. Usme Sirf Attahiyat Padhna Hai Ya Durood E Ibrahim Or Dua E Masura Bhi Padhna Hai?
Jawab: Durood e ibarahim o dua e masura bhi padhein aur teesri rakat mein sana bhi padhein aur auzubillah o bismillah bhi padhein. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—