Masail
Hazrat Koi Baap Apni Beti Ke Liye Ye Jumla Kahe Ke Ye Kayenaat Me Sabse Acchi Beti Hai.
Ya Koi Bhai Ye Kahe Ke Kayenaat Me Sabse Acchi Behen Hai. To Kya Ispar Koi Sharai Giraft Hai? ANSWER Aam Insan Ka Is Tarah Kehna Mubaalaga Aaraai Hai. Aur Is Ke Jhoot Hone Me Koi Shak Nahi. Aisa Kehne Se Mana Kiya Jaaye. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—