Masail
Miya Biwi Dono Kisi Wajah Se 18 Saal Se Alag Reh Rahe The. Dono Ke Darmiyan Talak Naa Hua Tha
Ab Shohar Ke Inteqal Ke 40 Din Baad Pata Chala Ke Unka Inteqal Ho Gaya Hai. Iss Soorat Mai Uski Ahleya Ko Iddat Guzarni Hogi ? Agar Iddat Guzarni Hai To Kitne Din ? Baraye Karam Rehnumai Farmaiye ANSWER Shauhar Ke Inteqal Ke Din Se 4 Maheene 10 Din Wo Aurat Iddat Guzaare. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—