Wazifa
Hazrat Hamare Islam Me Koi Aisi Cheez Hai Jisse Hum Jaan Sake Ki Humko Yeh Business Karna Chahiye.
Yaa Fir Dusra. Matlab Kis Me Barkat Nafa Rahenga.(Ishtekhara Ke Ilawa) ANSWER Koi Kaam Behtar Hoga Ya Nahi Is Baare Me Hadees E Paak Me Hai K Huzoor E Akram ? Tamam Umoor Me Sahaba Ko Istekhara Ki Taleem Farmaate. Jis Se Zahen Ek Janib Mutmain Ho Jata Hai. Is Ke Ilawa Aur Koi Raasta Ya Ilm Meri Nazar Me Nahi. n
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi