Masail
Ek Sunni Aurat Hai. Haiz Me Jiska Inteqal Hua To Uspe Kya Hukm Hai. Agar Wo Napaaki Me Maari To Haram Maut Ayi Ya Halaal Maut.
ANSWER Use Usi Tarah Ghusl Diya Jaayega Jis Tarah Diya Jata Hai. Ma?azAllah Ye Haraam Maut Kis Wajh Se Hogi? Kya Haiz Aana Gunah Hai? n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—