Masail
Kisi Deobandi Ne Sawal Kiya Naaf Ke Niche Haath Badhna Kahan Se Sabit Hai.
Hadeese Paak Ke Hawale Ke Jawab Chaiye. ANSWER Hum Muqallid Hain Aur Muqallid Ke Liye Qaul E Imam Hi Kaafi Hai. In Gair Muqallido Se Awam Ko Bahes Se Bachna Chahiye Ke Isi Me Apne Iman Ki Hifazat Hai. Hazrat Ali رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ RadiAllahu Ta?ala Anh Farmaate Hain Ke Hatheli Ko Hatheli Par Naaf Ke Neeche Rakhna Sunnat Hai. n(Ahmad, Abu Dawood عَلَيْهِ ٱلسَّلَامُ, Daar Qutni, Baihaqi) n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—