Masail

Jo Shauhar Apni Biwi Se Darta Ho Ya Uski Biwi Us Pe Hawee Hoti Hai.

Bina Kisi Baat Ke Soche Samajhe Apna Gussa Dikhati Ho To. To Aisi Biwi Par Islam Aur Shariyat Ka Kiya Huqm Ya Nazariya Hai. ANSWER Shara Ne Shauhar Ko Biwi Par Haakim Muqarrar Farmaya Hai. Shauhar Ko Chahiye Ke Wo Apni Biwi Ko Acchi Tarah Samjhaaye Aur Biwi Par Bhi Waajib Hai Ke Jaayez Kaam Me Apne Shauhar Ki Farma bardari Kare. Warna Jis Aurat Se Us Ka Shauhar Naraz Ho Usse Allah Naraz. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button