Masail
Agar Koi Ladki Jo Maa Baap Ke Yaha Se Sayyed Hai Aur Fir Uski Shaadi Kisi Aise Ladke Se Ho, Jo Sayyed Naho
To Kya Shaadi Ke Baad Bhi Woh Sayyed Rahegi? ANSWER Har Kisi Ka Nasab Uske Baap Se Hota Hai. Agarche Ladki Ki Shaadi Ho Jaaye. Wo Agar Sayyeda Hai To Sayyeda Hi Kehlaayegi. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—