Masail
Hazrat Zam Zam Ka Pani Or Madina Ki Khajur Kisi Gair Muslim Ko Dena Kaisa?
ANSWER Behtar Ye Hai Ke Apne Saamne Hidayat Ki Niyat Se Khila De. Use Le Jaane Na De Jab Ke Be-Adabi Ka Andesha Ho. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—