Masail
Hazrat Is Tarah Ki Watch Namaz Me Pehan Sakte Hai.
Jisme Jaanwar (Jiska Chehra Wazeh Na Ho) Ka Logo Istemal Kiya Gaya Ho Aur Kya Isse Pehan Kar Namaz Ho Jayegi? ANSWER Is Par Jaandar Ki Tasweer Ka Hukm Nahi Hoga Namaz Hojayegi. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—