Masail
Kisi Buzurg Ki Niyaz Ke Liye Rakam Jama Ki Ho, Use Masjid Ki Tameer Me De Sakte Hai?
ANSWER Jis Liye Paise Jama Kiye Gaye Hain, Usi Me Raqam Kharch Ki Jaaye. Warna Tamam Chanda Dene Walo Se Ijazat Le Kar Use Masjid Me Diya Ja Sakta Hai. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—