Masail
Kya kunde ki niyaz ek baar karwa sakhte hai.
Ya fir jisne ek baar kunde ki iyaz karwa diye, to use har saal ye iyaz karwana hoga? Jawab: Jab chahe karwaaye aur agar ek baar kara liya, to har saal karana hoga, ye lazim o zaruri ahi. Balke ek mustahab amr hai. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—