Masail
Namaz Ki Akhri Rakat Me Sirf Attahiyat Padha To Namaz Ho Jayegi?
Imam Namaz Padha Rahe Hai. Koi Shaksh Akhri 2 Rakat Me Pohcha To Use Alhamdu Ke Baad Surah Milani Hai Or Agar Ek Me Bhool Gaya. To Sajda E Sahw Karna Padega? Jawab: Imam Ke Salam Pherne Ke Baad Jab Masbooq Apni Baqiya 2 Rekaat Parhe. To Un Dono Rekaato Me Surah Milana Wajib Hai. Agar Ek Me Bhool Gaya To Sajda E Sahw Wajib Hai. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—