Masail
Mayyat Ko Ghusl Dene Ke Baad Kaan Aur Naak Mai Ruee Dalte Hain.
Ek Jagah Maine Dekha Ki Unho Ne (Dawat E Islami) Naak Mai Ruee Nahi Dali Thi. Ghar Walon Ne Kaha To Unho Ne Mana Kar Diya. Hazrat Kya Yeh Sahi Hai? Jawab: Mayyat Ke Naak Kaan Me Kapde Ya Rui Wagaira Rakha Jata Hai, Taake Chunti Wagaira Kuch Andar Na Jaaye. Lehaza Is Me Kuch Harj Nahi. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—