Masail
Kya Behta Khoon Napak Hai? (Jab Janwar Zibah Karke Kata Ja Raha Ho Tab Bhi Uska Khoon Napak Hoga) Aur Agar Khoon Jam Jaye To?
ANSWER Behta Khoon Napaak Hai. Chahe Kisi Janwar Ka Ho Ya Insan Ka. Zibah Ke Waqt Jo Khoon Bahe Wo Bhi Napaak Hai Agarche Jam Jaaye. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—