Masail
Zaid Hamesha Alhumdullilah Namaz Ki Kasrat Karta Hai. (Lekin Sirf Farz Aur Sunnat E Muakkadah) Padta Hai.
Lekin Sunnat E Gair Muakkadah Nahi Padta Aur Na Hi Nafil. Kabhi Woh Ye Jaan Bujhkar Chodta Hai. Ab Us Par Kyaa Huqm Hoga? ANSWER Sunnat E Gair Muakkidah O Nawafil Na Padhne Par Zaid Par Kuch Ilzaam Nahin. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—