Masail
Alhumdullillah, SubhanAllah, MashaAllah, Ameen, In Sab Ka Maana Bata De.
Jawab: 1. Tamam Tareefein Allah Hi Ke Liye. 2. Paak Hai Allah Ki Zaat Har Aib O Naqs Se 3. Jo Allah Chahe, Allah Ki Marzi, 4. Aye Allah Meri Dua Qubool Farma Ya Allah Aisa Hi Ho. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—