Masail

Jo Gair Muakkadah Sunnat Ko Muakkadah Ki Tarah Padhe To Uske Liye Kya Hukm Hai.

Maine Dekha Hai Kayi Logon Ko. Aur Ek Ne Kaha Ki Gair Muakkadah Sunnat Ki Niyat Karne Se Wo Wajib Ki Ehmiyat Rakhti Hai. ANSWER Sunnat Gair Muakkadah Ko Pabandi Ke Sath Parhna Aur Use Kabhi Na Chhorna Baais E Ajr O Sawaab Hai. Agar Koi Gair Muakkada Hai To Is Ka Ye Matlab Hargiz Nahi Ke Us Ko Kabhi Chhor Dena Zaruri Ho. Balke Ye Ma?na Hai Ke Parhe To Sawab Hai, Na Parhe To Gunah Nahi. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button