Masail
Sajda E Sahw Ka Tarika?
Jawab: Sajda E Sahw Ka Tarika Ye Hai Ke Qaada E Akhira Me Tashahhud (Attahiyat) Ke Baad Ek Salam Pher Kar 2 Sajde Kare Aur Phir Qa?da Me Tashahhud, Durood E Ibrahimi Aur Dua Masura Padh Kar Salam Pher Le. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—