Masail

Jahan Ahle Sunnat Ki Masjid Na Ho Aur Kahin Namaz Padne Ki Jagah Bhi Na Ho.

To Kya Wahan Wahabiyo Ke Masjid Me Jakar Alag Se Namaz Padh Sakte Hain ? ANSWER Aam Taur Par Wahabio Ne Hamari Masjido Par Qabza Kiya Hua Hai. Lehaza Agar Aisa Maamla Hai Aur Fitne Ka Andesha Nahi To Us Masjid Me Tanha Namaz Parhne Me Harj Nahi. Warna Aise Logo Ki Banaayi Hui Masjid Me Namaz Parhne Se Parhez Kiya Jaaye. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button