Masail
Hazrat Kai Dawa Me Sone (Gold) Ko Ghiskar Baad Me Liquid Ho Jata Hai.
Tab Use Gaiy (Cow) Ke Ghee Aur Sahad (Honey) Se Mila Kar Banai Jati Hai. Aur Is Ko Bimar Hone Ke Baad Nahi. Balke Bimari Naa Ho Aur Achhi Sehat Rahe Is Liye Pilaya Jaata Hai. ANSWER Agar Zarar Nahi To Istemal Kiya Ja Sakta Hai. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—