Masail
Agar Namaz Me Surah E Fatiha Ke Baad Surat Milana Bhool Gaye Or Ruku Kar Liya To Kya Hukam Hai.
Jawab: Akhir Me Sajda E Sahw Kare. Sajda E Sahw Ye Hai Ke Qaada E Akhira Me Attahiyat Ke Baad Ek Salam Pher Kar 2 Sajde Kare Aur Phir Qa?da Me Attahiyat, Durood E Ibrahimi Aur Dua Masura Parh Kar Salam Pher Le. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—