Masail
Mere Ek Dost Hai Jinko Ek Subject Bilkul Bhi Nahi Ata
Paise De Kar Kisi Aur Se Wo Exam Likhana Chahte Hai. Kya Aisa Karna Durust Hoga. ANSWER Is Tarah Paise De Kar Dosre Se Imtehaan Dilwaana Jab Ke Khud Us Ka Ahl Nahi Ho Naajaayez Hai Ke Wo Dosra Jo Ke Ahl Ho Us Ka Haq Maarna Hua. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—