Masail
Namaze E Janaza Ghaibana Padhna Kaisa?
Aaj Kal Kisi Ka Inteqal Saudi Me Hota Hai Aur Uska Dafan Bhi Udhar Hi Hota Hai. Lekin Idhar India Me Bhi Uski Namaz E Janaza Padhte Hain? Kya Aisa Padhna Durust Hai? Jawab: Ind Al Ahnaaf Ghaibana Namaz E Janaza Durust Nahi Hai. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—