Masail
Agar Koi Insan Haraam Maut Mare Yaani Usne Suicide / Khudkhushi Kiya.
Toh Kiya Uski Maiyyat Mai Jana Chahiye. Uski Ziyarat Ki Mehfil Mai Jaana Chahiye Aur Kiya Uske Liye Dua E Magfirat Karna Chahiye. ANSWER Agar Kisi Ne Khud Khushi Ki To Wo Gunahgar Fasiq Hai. Magar Us Ke Liye Dua E Magfirat Ki Jaayegi. Aur Namaz E Janaza Bhi Parhi Jaayegi. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—