Masail
Qasar Ka Mana Kya Hai Or Qasar Namaz Ka Tarika Kya Hai.
Jawab: Arabi Me Qasar Kehte Hain ?Kisi Cheez Ko Kam Kar Dene Ko?. Namaz Me Qasar Ye Hai Ke 4 Rakat Waali Farz 2 Rakat Parhi Jaaye. Qasar Namaz Parhne Ka Wahi Tareeqa Hai. Jo 2 Rakat Namaz Ada Karne Ka Tareeqa Hai. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—