Masail
Agar Baithne Wale Pathar Par Pehle Se Kisi Ke Wazu Ke Pani Ke Cheetain Ho Aur Hume Baithne Ke Baad Pata Chale.
To Kya Kapde Badalne Padenge? ANSWER Wuzu Ka Pani Jo Jism Se Juda Ho Mifta Bih Qaul Yahi Hai Ke Wo Napaak Nahi Balke Paak Hai. Lehaza Agar Wo Pani Kapro Par Lag Jaaye To Koi Harj Nahi. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—