Masail
Agar Koi Cheez Me Sharab Ka Tatwa (Uska Koi Atom Ya Molecule) Milaya Jaye.
Jisse Koi Bhi Nasha Nahi Hota Hai. Dil Ke Patient Ke Liye Achcha Hai. Toh Aisi Cheez Khana Kaisa? ANSWER Sharab Ka Ek Qatra Bhi Na Paak Misl E Peshab Hai. Begair Zarurat E Shariyyah Us Ka Istemal Har Giz Jaayez Nahi. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—