Masail

Kya In Sha Allah Ko Ek Sath Is Tarah ?InshaAllah? Likhna Na Jaayez Hai?

ANSWER English Me Talaffuz Ke Etebar Se Words Likhe Jaate Hain. Ab Inhe Alag Alag Likha Jaaye Ya Ek Sath Bola To Waisa Hi Jayega. Haan Ye Baat Arabi Me Ho Sakti Hai. Warna Agar Aisi Baat Hai To Bolne Me Bhi Insan Ko Ruk Ruk Kar Bolna Hoga. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button