Masail

Kya Yaume Ashure Ki Mubarakbad De Sakte Hai?

Baaz Ahle Sunnat Se Talluq Rakhne Waale Log Kehte Hai. Ke Aisa Nahi Karna Chahiye? ANSWER Mubarakbad Dena Barkat Ki Dua Karna Hai Aur Is Me Shar?an Koi Harj Nahi. Aur Ambia E Kiram Ke Halaat Ka Mutaala Karein To Maloom Hota Hai Ke Ashura Ka Din Hamesha Se Mubarak Raha Hai. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button