Masail
Namaz E Isha Ke Witr Ki Teesri Rakat Me Dua E Qunoot Padna Bhulgaya Seedhe Rukhu Me Gaya
Ab Yaad Aya Ke Maine Takbeer Nahi Kahi Aur Dua E Qunoot Nahi Pada. To Kya Karna Hoga Ruku Se Uth ke Dubara Takbeer Kahe Aur Dua E Qunoot Pade. Ya Sajda E Sahw Kare Ya Dubara Puri Namaz Dourana hoga. Jawab: Is Haal Me Wo Baqiya Namaz Puri Kar Ke Akhir Me Sajda E Sahw Kare. Dua E Qunoot Ab Na Parhe. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—