Masail

Ek Shakhs Hai, Woh Sunni Imam Ke Dars Me Bhi Baith Ta Hai. Sunniyo Se Salam Kalam Bhi Karta Hai.

Tabliki Jamat Se Bhi Talluk Rakhta Hai. Pakka Sunni Bhi Woh Nahi Hai. Ahle Sunnath Ke Khilaf Boltha Bhi Nahi Hai. (Us Ke Baap Ka Talluk Deobandiyo Se Hi Ziyadha Tha) n?.Us Shakhs Se Salam Kalam Kar Sakthe Hain? n?.Us Se Business Kar Sakthe Hain? n?.Agar Woh Hath Pakad Ke Baat Kare To Kya Hum Us Ko Ek Qaum Ke Member Samaj ke Us Ke Saath Husne Sulook Kar Sakthe Hain? n?.Woh Salam Kare To Salam Ka Jawab Me Wa Alaikum Salam HadhakAllah (Allah Thum Ko Hidhayath Dhe) Keh Sakte Hain? ANSWER Agar Wo Fiqa e Batila Maslan Wahabi Deobandio Ke Kufria Aqaayed Par Muttala Hote Hue Bhi Unhe Musalman Janta Hai Aur Har Ek Ko Sahi Kehta Hai. To Wo Sulah e Kulli Hai. Us Ke Sath Uthna Baithna Salam Kalam, Dosti Mel Jol Sab Na Jaayez Hai. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button